SING FOR INDIA–AWAAZ DO HUM EK HAIN

During the Indo-China and Indo Pak wars we heard patriotic songs which are almost forgotten and are not known to the modern day generation of the Indian youth.gandhi aSwYw 16988nehru Bm2vl 16988
Watan ki aabroo kahtre main hai tayyar ho jao
Tumhare imtahan ka waqt hai hoshiar ho jao
And…
Awwaz do hum ek hain
Hum ek hain
Ye waqt sone ka nahin Ye waqt khone ka nahin
Jago watan khatre main hai Apna chaman khatre main hai
And
Himalay ki bulandi se suno awaaz hai aayee
Kaho maaon se den bête kaho behno se den bhai
Watan pe jo fida hoga amar wo naujawan hoga
Rahegi jab talak duniya ye afsana bayaan hoga
And…
Aati hai awaaz yehi mandir, masjid gurudwaron se
Sambhal ke rehna apne ghar mein chhupe huye gaddaron se
And…
Jahan dal dal pe sone ki chiriya karti hain basera
Wo Bharat desh hai mera
Jahan aasaman se baten karte mandir aur shivale
Jahan kisi nagar main kisi dwar par koi na tala dale
Jahan suraj sabse pehle aake dale apna dera
Wo Bharat desh hai mera
And…
Ai watan ai watan humko teri kasam
teri rahon main jaan tak luta jayenge
Phool kya cheese hai tere kadmon pe hum
bhent apne saron ki chadha jayenge
And…
Yes ofcourse if you are going down the memory lane you can sure add many more
Happy Independence Day

Today's Top Articles:

Scroll to Top