Sara jahan hamara hai
LIFESTYLE.
Shiv Kedia.
Sara jahan hamara
Udna hai hamain panchiyon ki tarah
Banana hai ek naya jahan
Chuna hai aasman
Dur, bahut dur
Saat samunder paar
Jannat ko jamin per lana hai hamain
Insan ko farishta banana hai hamain
Is dharti ko nahin bantna hai hamain
Mejhab ke waste
Pyar ka chaman khilana hai hamain
Insaniyat ke waste
Kaam mushkil hai to kya
Dur manjil hai to kya
Maut se nahin darte
Julm se nahin jhukte
Uthna hai sar hamain
Lagana hai ek naya nara
Sirf hindustan hi nahin
Sara jahan hai hamara
LIKED this story? Share it
Comments
HOT LISTS
Latest Stories
Say Something





